20091030

Orkut Testimonial- HIndi 2

Sab kuch ak pal meain badal gaya.
lagta hai sab kuch mujhse chin gaya
mila kaoi mujhe jo pyar karna sikha gaya
pyar ke naam par woh mujhe rula gaya
rulaya bhi tho aisa
ki apna kandha tak bhi de gaya
chahat kya hai usne mujhe bataya,
or wahi pyar ka matlab puchne mere paas aaya.
dokha sa lagta hai ab sab
wafa k naam par bewafa tarsa gaya
viswas kiya maine us par
phir b usne kaha ki tujhe muh par viswas nahi.
Hey rahi! agar mujhe tujh par viswas na hota tho....
tho tujhe apne karib na aane deti, dosti ke nam par yun dokha na kati.
kya bigada tha maine tera,
jo mujhe is kadar majbur bana gaya
kya kahun kuch kaha nahi jata ,
teri yaado ka sfar ab saha nahi jata.
san dil sanam tune yea kya kiya
rulaya bi , aur kandha b kudh hi de gaya.
mila humsafar aisa jo , jo pyar pyar tho karna sikha

0 comments: